masoom
mhbbat ka bs itna sa fasana hai
kaghaz ki
haweli hai barish ka zamana hai
kia shart-e
mhbbt hai,kia shart-e zamana hai
awaz b
zakhmi hai or geet b gana hai
us par
utarny ki umeed bht km hai
kashti b
purani hai,tufaan ko b ana hai
samjhy ya na
samjhy,andaz mhbbt ka
ik shakhs ko
aankhon se ek shair sunana hai
bholi c ada
koi phr ishq ki zid pr hai “Dhananjay
Parmar”
PHR AAG KA
DARYA HAI OR DOOB KR JANA HAI!
No comments:
Post a Comment