Sunday, November 21, 2010

Cancers List

A to Z List of Cancers

A
B
C
D
[No Entries]
E
F
[No Entries]
G
H
I
J
[No Entries]
K
L
M
N
O
P
Q
[No Entries]
R
S
T
U
V
W
X
[No Entries]
Y
Z
[No Entries]

Monday, November 15, 2010

Mumbai Ghatkopar Jain Vardhaman Sanskar Dham

This is just free help info / intro 
Mumbai Ghatkopar Jain Vardhaman Sanskar Dham
Ghatkopar Mumbai (ASIA)
Jain Vardhaman Sanskar Dham


“Shree Arihant Krupa”
Organized by Vardhaman Sanskar Dham on the occasion of Shree Bhuvanbhanusuri Birth Centenary
“Arihant Krupa” is resting place for those who are approaching evening of their lives…
“Arihant Krupa” is an effort to be ‘Shravan’ for old, diseased and weak people…
“Arihant Krupa” is a scheme for delivering Mid day Tiffin Meal to elderly and weak jain people staying alone in Ghatkopar area…
Childhood and old age are two phases of life where one needs warmth.. Our youth who are over impressed by western culture are missing out in taking care of their old parents, leave alone worshiping them.. This is a humble effort to avoid such parents staying hungry and in grief. Vardhaman Sanskar Dham has initiated this by providing good wholesome meal once in a day. Presently, approximately 20 families are beneficiary of this scheme.
The identities of these elderly people are kept confidential to respect their self esteem.
Any one interested in contributing to this initiative may contact the following persons:
(1) Prakashbhai 093201 02272
(2) Dineshbhai 098203 32030
(3) Vinodbhai 098701 33351


Shree Mahavir Khichdi Ghar
Param Pujya Panyas Shree Chandrashekharvijayji visited Ghatkopar before 2.5 years. He is too compassionate about poor and starving people. Out of this, he appealed the jains residing in Ghatkopar area that jains are rich and wealthy with all luxuries around while these people have to sleep with an empty stomach. This, in no way, can be tolerated and something should be done sincerely in this respect.
Shree Mahavir Khichdi Ghar was initiated based on this inspiration from Gurudev. Today, around 80 to 100 poor and needy are served with full lunch comprising roti, sabji, rice, banana and sweets (occasionally) between 10.30 am and 12.30 pm through a mobile van. Approximately 70,000 people have been served food so far. This might be the first mobile van serving food to poor.
We often visit the remote areas inhabited by Adivasis and slums to serve clothes, utensils, pulses / cereals and cash.
With blessings from God and Guruji coupled with co-operation from people, this activity is progressing in an excellent manner so far and we wish the same continues too.
The token contribution for a simple meal for a day is Rs. 2,500/- and a meal with sweets is Rs. 3,500/-.
We request and anticipate that all will make adequate efforts to feel content and accumulate punya by providing food for the starving poor people.
Shree Mahavir Khichdi Ghar is an initiative by Vardhaman Sanskar Dham.

Saturday, November 6, 2010

Ehsaas

Yun Zamaane Se Koi Shikayat Na Thi,
Kya Kahu Khuda Ke Ishq Ka Rang Kaisa Tha,

Faasle Yun Apno Se Kab Ke Toot Chuke The,
Thi Woh Mere Paas He Phir Woh Rishta Kaisa Tha,

Mohabbat Se Sukoon Mujhe Nahin Usse Bhi Mila,
Thi Duniya Rangeen Phir Woh Judaai Kaisi Thi,

Milta Tha Khuda Bhi Aaj Kal Mujhe Maikhane,
Kya Kehta ” Masroor” Ke Tanhaai Ka Waqt Kaisa Tha,

Kya Woh Mulaaqat Joh Aksar Dikhai Deti Hai,
The Woh Kuch Nazaare Ke Woh Raasta Kaisa Tha,

Mashroof Thi Mussarat Ke Woh Logon He Kaha,
Roz Aati Thi Chandni Phir Mera Chand Kaisa Tha…






Muqaddar Aazmane Mein,
Zamane Beet Jate Hain,

Muradain Dil Ke Panay Main,
Zamane Beet Jate Hain,

Muhabbat Zindagi Mien,
Bari Mushkil Se Milti Hain,

Mager Us Ko Nibhane Main,
Zamane Beet Jate Hain,

Ager Ek Baar Aankhon Mien,
Achanak Aa Basay Koi,

Ussay Dil Se Bhulanay Mein,
Zamane Beet Jate Hain.







Ishq Ka intezar Koun kare
Toot kar itna Pyaar Koun kare

Ruthe Aise Me Ke Hum Bhi
Minnatein Ab Hazar Koun Kare
Niyamatein Beshumaar Hain Usski
Zoq-E-Sajda Shumaar Koun Kare
Dil Bhi Janat Hai Apni Duniya Me
Hashr Ka intezar Koun Kare
Pyaar Ki Aag Me Hain Parwane
Aisi Takleef Yaar Koun Kare
Faqeer Bhi Shahinsha Hai Duniya Ka
Raham Ab iqtiyar koun kare







Chashm Hairat Pe koi Darr Nahi Khulne Deta
Aankh Khul Jaye Toh Manzar Nahi Khulne Deta
Ek kwahish Mujhe Pasti Se Uthati Hai Magar
Ek Dar Hai Jo Mere Par Nahi Khulne Deta
Hath ki Saari Lakeerein Hain Jazeeroun Se Bhari
Aur Jazeeroun Ko Samander Nahi Khulne Deta
Taa Naa Khul Jaye Koi Nuqs Pass-E-Naqshgiri
Aaiyena Aks Ke Ander Nahi Khulne Deta
Koun Jaane Kise Maloom Haqeeqat Kya Hai
Bhed Apna Woh Kisi Par Nahi Khulne Deta
Ghair Leta Hai Muheet-E-Gham Laahasil Me
Phir Koi Raasta Bahar Nahi Khulne Deta
Phair Deta Hai Kabhi Mouj-Balaa Qaiz ka Ruqq
Aur Kabhi Aag Ka Johar Nahi Khulne Deta
Dekh Par Qaak Nasheenoun Ke Khudaiye Dawe
Tu Agar Daftar-E-Mehshar Nahi Khulne Deta





Ek Tera Ehsaas Hai….
Jo Har Waqt Mere Sath Hai
Ek Teri Yaad Hai
Jo Din Raat Mujhe Tarpaati Hai

Ek Umeed Hai Bharosa hai hamare milne ka
aik doosre ka hojane ka
Na Chain Hai Na Sukoon Hai
Ye Kaisa Mera Haal Hai…!
Ratain Hogai Hai Itni Lambi
Jo Kaate Nahi Katteen…
Na Bhook Hai Na Pyaas Hai
Na Koi Aas Hai,Na Koi Paas Hai
Bas Ek Tera Ehsaas Hai
Jo Har Waqt Mere Sath Hai