Saturday, October 22, 2011

Wada Tha

Dhananjay Parmar
Dhananjay Parmar
Hi friend’s
This is just poem and shayari,

Most read this post,
kay apne kabi Mohabbat ki hai.sub ne ki ho gi tu kiu na aj man ap ko Mohabbat per aik post send karoon.tu soney,
Aik larka tha,or aik larki thi.wo aik dosry se bohat piyar karty thy.
itfaq se larki ki death ho gyi.marney k baad wo larke ko Gilah karti hai
“Tara wada tha har wadey k pichey
tu muje miley ga her gili har darwazey k pichey
par aik tu hi bewafa nikla,
ik tu hi na tha.marey janazey k pichey”
kuch waqt k bad aik or awaz ai,wo us larke ki thi,larka bola
“Hain mara wada tha her wadey k pichey
main tuje miloon ga her gili,her darwazy k pichey
par aik tu ne hi na mor kr dekha pichey
aik or janaza bi tha tere janazey k pichey”

Main ne jub is ko 1st time read kiya tu marey ander aik ajeeb si kafiyat tari hoi.main nahi janta wo kay tha.mohabbat main ne b ki hai,or muje poetry read karty hoe kaam se kaam 10 year ho gey hain.main kisi aik poet ki poetry ko like nahi karta,maine kabi us sher,ghazal ke poet ka naam read nahi kiya,kiu k muje achi poetry lagao tha,or aj tak meri addat wasi ki wasi hai,ye page ahmad faraz ki poetry ka hai,main bohat kaam unki poetry send ki hai.


Urdu Poet, Late.Ahmad Faraz



No comments:

Post a Comment