Dhananjay Parmar
Paani
sasta hai to phir uska tahaffuz kesa,
Khoon
mehnga hai to har sheher me behta kyun hai..
|
This
is just poem and shayari,
Hum
hi thehre sazaa-vaar aur khata’aa kuch bhi nahin,
Tu
kya samajhta hai tere baad hua kuch bhi nahin,
Yaad
jab aayi teri yaad raha kuch bhi nahin,
Dil
ne bass aaah bhari aur kaha kuch bhi nahin,
Waqt
ki tarah yeh saansain bhi rawaa’n hain ab tak,
Ik
bass ashhk tha main aur rukaa kuch bhi nahin,
Hath
se hath churra kar gaye jab se tum,
Mene
us waqt se in hathon se chhua kuch bhi nahin,
Kash
tu mujhe keh de achaanak aa kar,
Ke
tere mere jeevan main bacha kuch bhi nahin..
No comments:
Post a Comment