Dhananjay Parmar Yeh Kurbatein To Bohat Imtihan Leti Hain, Kisi Se Waasta Rakhna To Door Ka Rakhna.. |
Hi friend’s
This is just poem and shayari,
Sath Mere Zindagi Ne Ki Wafa Achchi Lagi,
Chahat Mein Teri Jo Bhi Mili Saza Achchi Lagi,
Chahat Mein Teri Jo Bhi Mili Saza Achchi Lagi,
Saza-E-Mohabbat Mein Ye Aansoon Kyun Bahaye,
Dil Lagane Ki Jo Maine Ki Khata Achchi Lagi,
Dil Lagane Ki Jo Maine Ki Khata Achchi Lagi,
Raaj-E-Dil Janne Ke Baad Bhi Wo Anjan Bane Rahe,
Husn Wale Ki Wo Jaan Lewa Ada Achchi Lagi,
Husn Wale Ki Wo Jaan Lewa Ada Achchi Lagi,
Kya Mere Naseeb Mein Tanhai Hai Samajh Na Aaya,
Mere Qismat Ki Mujhse Ye Mazak Achchi Lagi,
Mere Qismat Ki Mujhse Ye Mazak Achchi Lagi,
Sham-E-Gam “Raaj“ Sab Kuch Sath Chod Deta
Hai,
Raat Ke Andhere Mein Apne Saye Ki Jafa Achchi Lagi.
Raat Ke Andhere Mein Apne Saye Ki Jafa Achchi Lagi.
Dhananjay Parmar |
No comments:
Post a Comment