Hi friend’s
This is just
poem and shayari,
Kabhi qurbat ke
lamhon main thhikana bhool jatay hain
Kabhi furqat ka teri hum fasaana bhool jatay hain
Sitam hay ye
mohabat main tum jisko isqadar chaho
Oosi ke aarzo main hum zamana bhool jatay hain
Oosi ke aarzo main hum zamana bhool jatay hain
Chhupa kar
baithh jatay hain naseebon ka diya zaiwer
Kabhi tujhko kabhi khud ko dikhana bhool jatay hain
Kabhi tujhko kabhi khud ko dikhana bhool jatay hain
Bas apni zaat
main kho kar apna he ziker karna
Kisi doojay ka koe gham othhana bhool jatay hain
Kisi doojay ka koe gham othhana bhool jatay hain
Ser-e-mehraab
jaltay hon chiragh-e-gham andhairon main
Hum apnay aansowon ko phir dabana bhool jatay hain
Hum apnay aansowon ko phir dabana bhool jatay hain
Shroo jo ho
wafa k naam per hum aisay rishtay ko
Khatam karkay wafa’on ka zamana bhool jatay hain
Khatam karkay wafa’on ka zamana bhool jatay hain
Tumhari aarzo
main hum hooway roswa zamanay main
Ye marg-e-jaan say pehlay batana bhool jatay hain
Ye marg-e-jaan say pehlay batana bhool jatay hain
Shaukat yaad
rakhtay hain hum apnay dil ke halat ko
Magar apni khata’on ko dikhana bhool jatay hain
Bandh len hath pe sene pe saja len tumko
Magar apni khata’on ko dikhana bhool jatay hain
Bandh len hath pe sene pe saja len tumko
Ji men ata he k tawez bna len tumko
har roz snwaren
tujhy barhata dekhen
Q na aangan ma Chanbeli sa lga len tmko
Q na aangan ma Chanbeli sa lga len tmko
Kbi khwabon ki
tarhan ankh k parde men raho
Kbi khwahish ki tarhan dil men basa len tumko
Kbi khwahish ki tarhan dil men basa len tumko
He tmare lye
kuch aisi aqedat dil men
Apne hathon men duaon sa utha len tumko
Apne hathon men duaon sa utha len tumko
Jan dene ki b
ijazat ni dete ho tum
Wrna mrjaen to mar kar b mana len tumko
Wrna mrjaen to mar kar b mana len tumko
Jistarhan rat k
seene men he mhtab ka noor
Apne tarek makanon men saja len tumko
Apne tarek makanon men saja len tumko
Ab to ek hi
khwahish he ae WASI Kisi mor pr
tm hm ko bikhre hwe mil jao to sanbhalen tumko.
tm hm ko bikhre hwe mil jao to sanbhalen tumko.
Itni shiddat se
hmen tm pe pyar ata he,
apni bahon main bharen mar hi dalen tmko.
Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain
apni bahon main bharen mar hi dalen tmko.
Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain
Qareeb Un Ke Aane Ke Din Aa Rahe Hain
Jo Dil Se Kaha
Hai Jo Dil Se Suna Hai
Sab Un Ko Sunane Ke Din Aa Rahe Hain
Sab Un Ko Sunane Ke Din Aa Rahe Hain
Abhi Se
Dil-O-Jaan Sar-E-Raah Rakh Do
Ke Lutne Lutaane Ke Din Aa Rahe Hain
Ke Lutne Lutaane Ke Din Aa Rahe Hain
Tapakne Lagi Un
Nigaahon Se Masti
Nigahain Churaane Ke Din Aa Rahe Hain
Nigahain Churaane Ke Din Aa Rahe Hain
Saba Phir
Hamain Puuchti Phir Rahi Hai
Chaman Ko Sajaane Ke Din Aa Rahe Hain
Chaman Ko Sajaane Ke Din Aa Rahe Hain
Safar-e-Manzil-e-Shab
Yaad Nahi
Loog Rukhsat Huye Kab Yaad Nahi
Awwaleen Qurb
Ki Sarshaari Mein
Kitnay Armaan Thay Jawaab Yaad Nahi
Kitnay Armaan Thay Jawaab Yaad Nahi
Dil Main Har
Waqt Chubhan Rehti Thi
Thi Mujhe Kis Ki Talab Yaad Nahi
Thi Mujhe Kis Ki Talab Yaad Nahi
Wo Sitaara Thi
K Shabnam Thi k Phool
Ik Soorat Thi Ajab Yaad Nahi
Ik Soorat Thi Ajab Yaad Nahi
Kaisi Veeraan
Hai Guzargaah-e-Khayaal
Jub Se Wo Aariz-o-Lab Yaad Nahi
Jub Se Wo Aariz-o-Lab Yaad Nahi
Bhooltay Jaatay
Hain Maazi Ke Dayaar
Yaad Aayein Bhi TOu Sub Yaad Nahi
Yaad Aayein Bhi TOu Sub Yaad Nahi
Aisa Uljha Hun
Gham-e-Duniya Main
Ek Bhi Khwaab-e-Tarb Yaad Nahi
Ek Bhi Khwaab-e-Tarb Yaad Nahi
Rishta-e-Jaan
Tha Kubhi Jis Ka Khayaal
Oski Soorat Bhi Tou Ab Yaad Nahi
Oski Soorat Bhi Tou Ab Yaad Nahi
Ye Haqiqat Hai
K Ehbaab Ko Ham
Yaad Hee Kab Thay Jo Ab Yaad Nahi
Yaad Hee Kab Thay Jo Ab Yaad Nahi
Koi gham, Koi
Hijr-e-Aabshaar bhi nahi
Dil ko magar pehla sa qarar bhi nahi
Talaash kar
rehzano ke beech gham khawaro ko
Tere shehar ke sabhi loag adakaar bhi nahi
Tere shehar ke sabhi loag adakaar bhi nahi
Haatho se apnay
hi ghont dia ghala mohabbat ka
Bharay shehar mai hum sa koi Nadaar bhi nahi
Bharay shehar mai hum sa koi Nadaar bhi nahi
Badal gya
bichar kar, yun khad-o-haal tera
Chehray par ab tere wo Gull-Azaar bhi nahi
Chehray par ab tere wo Gull-Azaar bhi nahi
Kaha tha tum ne
ke bhula de gaye ab uss ko
Aye dil-e-nadan tujh sa Ghadaar bhi nahi
Aye dil-e-nadan tujh sa Ghadaar bhi nahi
Na nikaal mujhe
apnay dil se Malazmo ki tarha
Mere pass to aur koi Rozgaar bhi nahi
Mere pass to aur koi Rozgaar bhi nahi
Qismat Se Bhi
Kuch Siwaa Dia Hai ?
Baarish Ne Hamain Mila Dia Hai
Dekhi Hai Meri
Udaasi Os Ne
Aur Dekh Ke Muskura Diya Hai
Aur Dekh Ke Muskura Diya Hai
Ab Tou Mujhe
Sabar Aa Gaya Tha
Ye Kis Ne Mujhe Rula Dia Hai ?
Ye Kis Ne Mujhe Rula Dia Hai ?
Wo Chaahay Tou
Raasta Badal Le
Mein Ne Tou Dia Jala Dia Hai
Mein Ne Tou Dia Jala Dia Hai
Os Ronaq-e-Bazm
Ne Tou Meri
Tanhaayi Ko Sajaa Dia Hai
Tanhaayi Ko Sajaa Dia Hai
Wo jo dil mai tera muqaam hai kisi or ko wo dia na
wo jo rishta tjhse hai bangaya kisi or se wo bana nahi
wo jo pyar tujh se hogaya kisi or se hua nahi
wo jo raaz tujh se kehdia kisi or se wo kaha nahi
wo jo sukh mila teri zaat se kisi or se wo mila nahi
tum base ho ankho mai jis tarah koi or aisa basa nahi
tum hue ho jo qareeb tar koi or itne hua nahi
tera naam dil mai hai jis tarah koi naam aisa likha nahi...