Aap gham dete gaye aur hamari basar hoti gayi…
zara si baat dair tak rulati rahi
Hansi me bhi aankhe aansu bahati rhi,
Koi kho k mil gya,koi mil K kho gya “DHANANJAY”,,
Zindagi hamko bas aise Hi aazmati rahi..!!
ULjhay huey hain palkon main shabnam k chand qatry “DHANANJAY”…
Bichra tha koi raat ko, Khawabon k safar main …!!!
Samny Manzil Thi or Peechay Us Ki Awaz
“Rukta to Safar jata,Chalta To Bichar jata
“manzil ki b hsrat thi or us se muhabat b
“ae dil ye bta mujh ko us waqat kidhr jata
“muddat ka safar b tha or brson ki shanasai “DHANANJAY”
“rukta to bkhar jata chlta to me marjata.
Tapak padhtey hai aansu jab tumhari yaad aati hai “DHANANJAY”…
yeh woh barsaat hai jiska koi mausam nahi hota ..