Dhananjay Parmar Neendain girvi hain us ke paas, Mohabbat ka qarz liya tha jis se... |
Hi friend’s
This is just poem and shayari,
Sochta
hu sab kuch badal jaye,,
Kash
ye kas-ma-kas ab tham jaye..!!
Sazda
karu muhabbat ka,
Ya
Zindagi pe mar jau..
Uljhe
huye he raste,
Sochata
hu kidhar jau..!!
Chahta
hu ab rasta badal jaye,,
Kash
ye kas-ma-kas ab tham jaye..!!
Fitaraton
ke gulstan me,
Andheron
ki hukumat he..
Mar
to chukka hu bahut bar,
Fir
bhi ek aur mout ki jarurat he..!!
Ye
tamannao ka dariya ab thahar jaye,,
Kash
ye kas-ma-kas ab tham jaye..!!
Ebadat
karu ya halalat karu,
Yar
fir khud ki bakalat karu..
Abhi
baki he KASAK me enshaniyat,
To
socha ke sirf muhabbat karu..!!
Meri
chahat ka unpe bhi ashar jaye,,
Kash
ye kas-ma-kas ab tham jaye..!!
Dhananjay Parmar |
No comments:
Post a Comment