Tuesday, November 1, 2011

Ab Bhi Kisi Ko


Dhananjay Parmar

Hi friend’s
This is just poem and shayari,



Likhi hai yeh ghazal sirf tere liye
Dewane bane bhi to sirf tere liye
Kisi ko nahin dekheingi ab yeh aankhein
Nazrein tarseingi bhi to sirf tere liya
Her saans mein yaad kareinge tujhe
Ye saans nikle gi bhi to sirf tere liye
Her pyar se pyare lagte ho tum mujhe Dhananjay Parmar
Maine pyar seekha bhi to sirf tere liye


Dhananjay Parmar


Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad
Ek diya jalta raha baarish ke baad
Mere behte hue Aansuo ko dekh kar
Ro parri thandi hawa baarish ke baad
Meri tanhaayi ka daaman thaam kar
Kuch udaasi ne kaha baarish ke baa
d
Yaad teri odh kar mein so gaya

Khawaab ka daar khul gaya baarish ke baad
Chand dekh kar baadlo ki qaid mein
Ek sitaara ro diya baarish ke baad
Apne ghar ki har kachi deewaar par
Naam tera likh diya “
Dhananjay Parmar baarish ke baad


Dhananjay Parmar

ab bhi kisi ko dar-badar daikhty hain.
Kuch waqt ko apna hi manzar daikhty hain.

Un lamhon main hamen maazi yaad aa jata hai,
Ujarrta hua jab bhi koi naya ghar daikhty hain.

Darakhton k saay main jahan sath baitha karty they,
Unhi raahon par,mujhy tanha ab shajar daikhty hain.

Apny hi iraadon sey naadim ho jaty hain wo loag,
Jo bicharrny ki baat to lamhon main,magar raah umar bhar daikhty hain.

Qabar par bhi ik phool tak na gira un k hath sey Dhananjay Parmar
Marny k baad bhi,hamara wo sabar daikhty hain


Dhananjay Parmar
Wo Rulakar Hans Na Paaya Der Tak
Jab Mein Rokar Muskaraya Der Tak
Bhulana Chaha Agar Usko Kabhi
Aur Bhi Wo Yaad Aya Der Tak
Bhuukhe Bachhon Ki Tassalli K Liye
Maa Ne Phir Paani Pakaya Der Tak
Gun Gunaata Jaa Raha Tha Ek Faqir
Dhup Rehti Hai Naa Saaya Der Tak
Wo Rulakar Hans Na Paaya Der Tak
Jab
Dhananjay Parmar Rokar Muskaraya Der Tak

Dhananjay Parmar


No comments:

Post a Comment